SEARCH RESULTS
Showing search results for "malik-ul-maut"
Ghazal MATCHES FOR "malik-ul-maut"
Ghazal
tum kaun se the aise khare daad-o-sitad ke
kartaa malak-ul-maut taqaazaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n muKHtalif alfaaz magar ek hai.n ma.anii
zindaa.n malak-ul-maut jahannam shab-e-furqat
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
saamnaa aise balaa.o.n kaa rahaa duniyaa me.n
malak-ul-maut bhii aa.e to hiraasaa.n na hu.aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
u.Daa.e hai.n malak-ul-maut ne bhii tere Dhang
hazaar baar bulaayaa to ek baar aaya
Dagh Dehlvi
Ghazal
apne biimaar kii ye aaKHirii ummiid bhii dekh
malak-ul-maut se kahtaa hai masiihaa.ii kar
Hafeez Jalandhari
Ghazal
malak-ul-maut tirii sust-KHiraamii ke sabab
chand saa.nso.n ne bahut shor machaa rakkhaa hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
tumhii.n ne qatl kiyaa hai mujhe jo tante ho
akele the malak-ul-maut ham-rikaab na thaa
Ameer Minai
Ghazal
malak-ul-maut agar kahiye unhe.n to hai bajaa
qatl be-teG parii-zaad kiyaa karte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
bas tho.Dii sii mohlat tuu mujhe aur ataa kar
haa.n ai malak-ul-maut abhii kaam bahut hai
Tariq Matin
Ghazal
hai sar-e-baalii.n masiihaa aur malk-ul-maut bhii
ab taqaazaa dekhnaa tadbiir se taqdiir kaa
Asghar Nizami
Ghazal
yaar baalii.n pe hai Thahre.n malak-ul-maut zaraa
ruuh ke qabz kaa kuchh der iraada na kare.n
Wafa Lakhnavi
Ghazal
is tarah KHvaar na hotaa mirii jaa.n lene ko
us ke dil me.n malak-ul-maut jo jaataa siidhaa
Haris Ali
Ghazal
maalik-ul-mulk nasaaraa hu.e kalkatte ke
ye to niklii ajab ik vaz.a kii janjaal kii khaal