SEARCH RESULTS
Showing search results for "malik-ul-maut"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "malik-ul-maut"
Sher
malak-ul-maut mo.azzin hai miraa vasl kii raat
dam nikal jaataa hai jab vaqt-e-azaa.n aataa hai
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
MORE MATCHES FOR "malik-ul-maut"
Ghazal
tum kaun se the aise khare daad-o-sitad ke
kartaa malak-ul-maut taqaazaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n muKHtalif alfaaz magar ek hai.n ma.anii
zindaa.n malak-ul-maut jahannam shab-e-furqat
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
saamnaa aise balaa.o.n kaa rahaa duniyaa me.n
malak-ul-maut bhii aa.e to hiraasaa.n na hu.aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
u.Daa.e hai.n malak-ul-maut ne bhii tere Dhang
hazaar baar bulaayaa to ek baar aaya
Dagh Dehlvi
Nazm
maut ka git
jaag uThne ko hai ab KHuu.n kaa talaatum dekho
malak-ul-maut ke chehre kaa tabassum dekho
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
apne biimaar kii ye aaKHirii ummiid bhii dekh
malak-ul-maut se kahtaa hai masiihaa.ii kar