SEARCH RESULTS
Showing search results for "malzuum"
Ghazal MATCHES FOR "malzuum"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aasaan-e-haqiiqii hai na kuchh sahl-e-majaazii
ma.aluum hu.ii raah-e-mohabbat kii daraazii
Hasrat Mohani
Ghazal
ya.anii ghar aur dasht dono.n laazim-o-malzuum hai.n
qaa.eda ye hai idhar rahnaa udhar kii sochnaa
Shuja Khaavar
Ghazal
hai.n laazim-o-malzuum baham husn o mohabbat
ham hote na taalib jo vo matluub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
maujuud kuchh nahii.n yahaa.n ma.aduum kuchh nahii.n
ye ziist hai to ziist kaa mafhuum kuchh nahii.n
Ziyaul Hasan
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
raa.nda-e-halqa-e-aaGosh pas andesha-e-jamaal
teraa manzuur-e-nazar ho ye zaruurii to nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
niyaaz-o-naaz na yuu.n hote laazim-o-malzuum
na yuu.n kisii ke ishaaro.n pe ham chalaa karte
Mahir Bilgrami
Ghazal
Master Nisar Ahmad
Ghazal
ye laazim-o-malzuum nahii.n hosh me.n aa.uu.n
kab KHamr thii aa.nkhe.n hai.n ka.ii roz lage.nge
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
me.araaj-e-mohabbat me.n hu.ii.n laazim-o-malzuum
hai ek kashish merii vafaa terii jafaa me.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
laazim hai to malzuum bhii hogaa yahii.n 'parvez'
jab zaKHm mile hai.n to namakdaan bhii ho.nge
Parvez akhtar
Ghazal
ilm zaahir aur baatin laazim-o-malzuum hai.n
jo na samjhe us ko vo insaan aadhaa rah gayaa
Barqi Azmi
Ghazal
kyo.n mizaaj-e-zindagii maGmuum saa hone lagaa
zauq-e-lutf-o-sarKHushii maa'duum saa hone lagaa
Inam Thanvi
Ghazal
sunaa thaa ishq me.n hai sabr laazim-o-malzuum
to intizaar bhii palke.n bichhaa ke dekhaa hai
Hani Barelvi
Ghazal
sa.ii-e-paiham aur iimaa.n laazim-o-malzuum hai.n
misl-e-marva paa.nv se aab-e-ravaa.n paidaa karo
Shahid Najibabadi
Ghazal
hai soz-o-saaz kaa rishta ki laazim-o-malzuum
balaa hai dil ke liye aur dil balaa ke liye