SEARCH RESULTS
Showing search results for "malzuum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "malzuum"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aasaan-e-haqiiqii hai na kuchh sahl-e-majaazii
ma.aluum hu.ii raah-e-mohabbat kii daraazii
Hasrat Mohani
Sher
hai.n laazim-o-malzuum baham husn o mohabbat
ham hote na taalib jo vo matluub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Marsiya
hai laazim-o-malzuum ziyaarat ko tahaarat
is qasd pe baiThe ho jo saahib-e-nazaro tum
Meer Muzaffar Husain Zameer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "malzuum"
Ghazal
ya.anii ghar aur dasht dono.n laazim-o-malzuum hai.n
qaa.eda ye hai idhar rahnaa udhar kii sochnaa
Shuja Khaavar
Ghazal
hai.n laazim-o-malzuum baham husn o mohabbat
ham hote na taalib jo vo matluub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
maujuud kuchh nahii.n yahaa.n ma.aduum kuchh nahii.n
ye ziist hai to ziist kaa mafhuum kuchh nahii.n
Ziyaul Hasan
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
raa.nda-e-halqa-e-aaGosh pas andesha-e-jamaal
teraa manzuur-e-nazar ho ye zaruurii to nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
niyaaz-o-naaz na yuu.n hote laazim-o-malzuum
na yuu.n kisii ke ishaaro.n pe ham chalaa karte
Mahir Bilgrami
Ghazal
Master Nisar Ahmad
Ghazal
ye laazim-o-malzuum nahii.n hosh me.n aa.uu.n
kab KHamr thii aa.nkhe.n hai.n ka.ii roz lage.nge
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
me.araaj-e-mohabbat me.n hu.ii.n laazim-o-malzuum
hai ek kashish merii vafaa terii jafaa me.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Sher
dekhiye laazim-o-malzuum ise kahte hai.n
dil hai daaGo.n ke liye daaG mire dal ke liye