SEARCH RESULTS
Showing search results for "mamnuun-e-tashkiil-e-lisaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "mamnuun-e-tashkiil-e-lisaa.n"
Ghazal
lafz KHud ham ne ga.Dhe iz.haar-e-ulfat ke liye
vasl kii takmiil hai mamnuun-e-tashkiil-e-lisaa.n
Faheem Aazmi
Ghazal
kyaa sar pe kohkan ke hu.ii be-sutuu.n se aaj
'mamnuu.n' sadaa-e-tesha na aa.ii tamaam shab
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
'mamnuu.n' mujhe nasiihat-e-saa.ib ye yaad hai
taa sulh mumkin ast makun ziinhaar bahs
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
nahii.n bachaa maraz-e-ishq se ko.ii 'mamnuu.n'
hame.n dareG bahut hai tirii javaanii kaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
na huu.n kyuu.nki 'mamnuun' piir-e-muGaa.n kaa
ye aalam jo saaGar pilaayaa to dekhaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
maanind-e-habaab aap kiyaa ishq ne 'mamnuu.n'
paayaa na nishaa.n jaama me.n apne kahii.n tan kaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
mamnuun-e-gesuu-o-lab-o-ruKHsaar kaun hai
mujh saa shahiid-e-taala-e-bedaar kaun hai
Vafa Malikpuri
Ghazal
Muslim Ansari
Ghazal
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
use KHayaal thaa tashkiil-e-jaada-e-nau kaa
kisii ke saath vo aamaada-e-safar na hu.aa
Ramz Azimabadi
Ghazal
husn kab ishq kaa mamnuun-e-vafaa hotaa hai
laakh parvaana mare sham.a pe kyaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Syed Husain Ali Jafri
Ghazal
tuufaan kii aaGosh me.n ghar Dhuu.nDne vaalaa
mamnuun-e-tunak-zarfii-e-saahil nahii.n hotaa
Basit Ujjaini
Ghazal
rahe.nge hashr tak mamnuun-e-ehsaan-e-dil-aazaarii
KHuluus-e-ishq par ye qiimtii in.aam kyaa kahiye
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
mamnuun-e-iltifaat-e-tavajjoh rahaa hai jo
ik shaKHs baiThaa mere baraabar hii aur thaa