SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "manaa.e.n"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
naaraaz ho KHudaa to kare.n bandagii se KHush
maashuuq ruuTh jaa.e to kyuu.nkar manaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
ruuTh jaate to manaanaa ko.ii dushvaar na thaa
vo ta'alluq hii na rakkhe.n to manaa.e.n kis ko
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
tumhaarii yaad me.n ham jashn-e-Gam manaa.e.n bhii
kisii tarah se magar tum ko yaad aa.e.n bhii
Kishwar Naheed
Ghazal
itnaa saa.nso.n se KHafaa huu.n ki nahii.n maanuu.ngaa
log ro ro ke na ab mujh ko manaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
dasht o dar KHair manaa.e.n ki abhii vahshat me.n
'ishq ne pahlaa qadam naam-e-KHudaa rakkhaa hai
Saleem Ahmed
Ghazal
manaa.e.n unhe.n vasl me.n kis tarah ham
ye ruuThe kaa ko.ii manaanaa nahii.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
manaa.e.n to ab jaan de kar manaa.e.n
qayaamat hai ye ruuTh jaanaa tumhaaraa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
haar me.n rahte hai.n chhup ke jiit jaane ke sabaq
hausla zinda hai maatam kyo.n manaa.e.n haar par
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
rat-jagaa ham bhii manaa.e.n ki sunaa hai ham ne
roz likhtii hai sahar KHuun se ahvaal us ke
Wazir Agha
Ghazal
apne haalaat kii tasviir dikhaa.e.n kaise
ruuThne vaale bataa tujh ko manaa.e.n kaise
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
ahbaab surKH-ruu rahe.n dushman ho.n zard-ruu
jab tak manaa.e.n mardum-e-hindostaa.n basant