SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaa.e.n"
Nazm MATCHES FOR "manaa.e.n"
Nazm
aaKHiri mulaqat
aa.o ki jashn-e-marg-e-mohabbat manaa.e.n ham!
aatii nahii.n kahii.n se dil-e-zinda kii sadaa
Akhtarul Iman
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
aa.o ki marg-e-soz-e-mohabbat manaa.e.n ham
aa.o ki husn-e-maah se dil ko jalaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid
chalo ham eid manaa.e.n ki jashn kaa din hai
KHushii ke giit sunaa.e.n ki jashn kaa din hai
Shifa Kajgavnwi
Nazm
naya sal
na.e saal kii yuu.n KHushii ham manaa.e.n
ki ruuThe hu.o.n ko gale se lagaa.e.n
Jauhar Rahmani
Nazm
bachchon ki sarkar
iid diivaalii sabhii mil kar manaa.e.n
aadmii ko aadmii se pyaar ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
aisi manaen holi
aaj har shaKHs ko detii hai sadaa.e.n holii
dosto aa.o chalo aisii manaa.e.n holii
kanval Dibaivi
Nazm
chhuTTi ka zamana
school band hai.n sab ab sair ko hai jaanaa
likhnaa hai ab na pa.Dhnaa bas chhuTTiyaa.n manaanaa
Mohammad Asadullah
Nazm
diwali 1958
phir KHalq kaa fart-e-KHushii se jashn manaanaa
bichh.Do.n ko milaane kaa hai paiGaam diivaalii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
shab-e-tanhai
aa.o ham mil ke manaa.e.n shab-e-KHaamoshii ko
bujh gayaa dil to hu.aa kyaa abhii biinaa.ii hai
Shaista Mufti
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
jashn-e-jamhuuriyat ab manaa.e.n
diip yuu.n ham KHushii ke jalaa.e.n
Abrar Kiratpuri
Nazm
watan ki miTTi
mere vatan kii miTTii sonaa ugal rahii hai
aisii zamiin paa kar KHushiyaa.n na kyo.n manaa.e.n
Abr Ahsani Ganauri
Nazm
naya ahd-nama
sab kaam pe aise jaa rahe hai.n
jaise ki manaa.e.n ra.ng-raliyaa.n