SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaa.e.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manaa.e.n"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ham ne tujhe dekhaa nahii.n kyaa eid manaa.e.n
jis ne tujhe dekhaa ho use eid mubaarak
Liyaqat Ali Aasim
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "manaa.e.n"
Nazm
aaKHiri mulaqat
aa.o ki jashn-e-marg-e-mohabbat manaa.e.n ham!
aatii nahii.n kahii.n se dil-e-zinda kii sadaa
Akhtarul Iman
Ghazal
naaraaz ho KHudaa to kare.n bandagii se KHush
maashuuq ruuTh jaa.e to kyuu.nkar manaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
aa.o ki marg-e-soz-e-mohabbat manaa.e.n ham
aa.o ki husn-e-maah se dil ko jalaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid
chalo ham eid manaa.e.n ki jashn kaa din hai
KHushii ke giit sunaa.e.n ki jashn kaa din hai
Shifa Kajgavnwi
Doha
tum bin chaa.nd na dekh sakaa TuuT ga.ii ummiid
bin darpan bin nain ke kaise manaa.e.n eid
Bekal Utsahi
Ghazal
ruuTh jaate to manaanaa ko.ii dushvaar na thaa
vo ta'alluq hii na rakkhe.n to manaa.e.n kis ko