SEARCH RESULTS
Showing search results for "mantii"
Ghazal MATCHES FOR "mantii"
Ghazal
samjhaayaa baar-haa ki bacho pyaar-vyaar se
lekin ko.ii sahelii kahaa maantii nahii.n
Anjum Rehbar
Ghazal
ye baat jaantii huu.n magar maantii nahii.n
din kaT rahe hai.n aaj bhii tere KHayaal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
ab mai.n jaane nahii.n detaa to buraa maantii ho
is qadar pyaar kii aadat mujhe Daalii kyuu.n hai
Wajeeh Sani
Ghazal
al-amaan us burrish-e-teG-e-nazar se al-amaan
maantii hai barq bhii lohaa terii talvaar kaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
ye maantii huu.n miTaa degaa meraa daur mujhe
na.e zamaane kaa is KHaak se janam hogaa
Rasheeda Ayan
Ghazal
mai.n maantii huu.n miraa faisla Galat niklaa
tumhii.n bataa.o ki pahle kise bachaatii mai.n
zahraa Qarar
Ghazal
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
ye buu.Dhii nasl jab ki tumhe.n maantii nahii.n
apne badan me.n is kaa lahuu Dho rahe ho kyuu.n
Sadiq
Ghazal
Tariq Matin
Ghazal
vo baguulaa hai ki u.Dne pe sadaa aamaada
mai.n jo miTTii huu.n to miTTii bhii kahaa.n maantii hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
Salma shaheen
Ghazal
lahre.n to maantii thii.n kinaara mujhe magar
kaT-kaT ke KHud nadii me.n milaa jaa rahaa thaa mai.n
Saqib Humraaz
Ghazal
hai aarzuu ye jii me.n us kii galii me.n jaave.n
aur KHaak apne sar par man maantii u.Daave.n
Taban Abdul Hai
Ghazal
mere haq me.n nahii.n haalaat nahii.n maantii mai.n
gardish-e-vaqt tirii baat nahii.n maantii mai.n
Robeena Shabnam
Ghazal
KHud-farebii kii kisii had ko nahii.n maantii hai
qaamat-e-shauq kisii qad ko nahii.n maantii hai