SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaam-e-khushuu-o-khuzuu.a"
Ghazal MATCHES FOR "maqaam-e-khushuu-o-khuzuu.a"
Ghazal
vo ek sajda ki jo be-rukuu.a hotaa hai
ajab maqaam-e-KHushuu-o-KHuzuu.a hotaa hai
Ishrat Qadri
Ghazal
mullaa ko de diyaa hai namaazo.n kaa baaqii kaam
KHud ko lagaa liyaa hai KHushuu-o-KHuzuu.a me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
jin ko rah ke kaa.nTo.n me.n KHush-mizaaj honaa thaa
vo maqaam-e-gul paa kar be-dimaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
chalne bhii vo na paa.e the apne maqaam se
pahle se ho ga.ii dil-e-muztar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
maanaa maqaam-e-ishrat-e-hastii buland hai
mai.n dil ko kyaa karuu.n ki use naa-pasand hai
Mahirul Qadri
Ghazal
kahii.n bhii maqaam-e-sadaa-e-lab nahii.n aa sakaa
mai.n tirii sadaa-e-nigah pe kab nahii.n aa sakaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
auj-e-maqaam-e-dost pe apnaa guzar kahaa.n
shaayaan-e-sidra taa.ir-e-be-baal-o-par kahaa.n
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
mohabbat me.n ye kyaa maqaam aa rahe hai.n
ki manzil pe hai.n aur chale jaa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
nahii.n fareb-e-KHuluus aur KHuluus me.n ko.ii farq
ba-yak nigaah kare.n imtiyaaz mushkil hai
Akmal Alduri
Ghazal
ko.ii maqaam-e-sukuu.n raaste me.n aayaa nahii.n
hazaar pe.D hai.n lekin kahii.n bhii saayaa nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
maqaam-e-hijr kahii.n imtihaa.n se KHaalii hai
kahii.n zamii.n bhii kisii aasmaa.n se KHaalii hai
Ahmed Nisar
Ghazal
maqaam-o-aab hu.e saath saath sharminda
hai karbalaa jo pashemaa.n furaat sharminda
Nasira Zuberi
Ghazal
ye kis maqaam-e-tamannaa se dil guzarne lagaa
havaa hai jism me.n ik zahr saa utarne lagaa