SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqruuz"
Ghazal MATCHES FOR "maqruuz"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
banjar miTTii par bhii baras ai abr-e-karam
KHaak kaa har zarra maqruuz hai daane kaa
Talib Johari
Ghazal
Waheed Akhtar
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
bahaar maqruuz hai gharo.n aur maqbaro.n kii
gulo.n pe rasto.n kaa hii ijaara nahii.n chalegaa
Jawayd Anwar
Ghazal
jadiid ahd ke maqruuz hai.n mire bachche
mire KHudaa unhe.n apnii amaan me.n rakhnaa
Mahboob Zafar
Ghazal
is zamaane kaa huu.n mai.n ek ha.nsii kaa maqruuz
jis kii paadaash me.n ik umr rulaayaa gayaa huu.n
Akram Jazib
Ghazal
zindagii tuu ne hame.n aur bhii maqruuz kiyaa
jab bhii ham log tiraa qarz chukaane nikle
Naz Qadri
Ghazal
jis qadar dii jism ko maqruuz saa.nso.n kii zakaat
kyaa bataa.uu.n jism utnaa hii azaabo.n me.n rahaa
Yusuf Jamal
Ghazal
ab to vo merii mohabbat kaa bhii maqruuz nahii.n
jaane kis vaaste namnaak chalaa jaataa hai
Aarib Hasimi
Ghazal
mai.n umr bhar kaa sukuu.n de ke bhii rahaa maqruuz
vo suud-KHor-e-mohabbat hai baar-e-sar meraa
Nisar Nasik
Ghazal
ho.nTo.n pe qarz-e-harf-e-vafaa umr bhar rahaa
maqruuz thaa so chup kii sadaa umr bhar rahaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
sab dar-o-diivaar us ke lams ke maqruuz hai.n
apne ghar se us kii tasviire.n miTaa saktaa nahii.n
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ko.ii chaahat hii rahii aur na saudaa sar me.n
ek maqruuz kii maanind pa.De hai.n ghar me.n