SEARCH RESULTS
Showing search results for "mare"
Ghazal MATCHES FOR "mare"
Ghazal
ai mire abr-e-karam dekh ye viiraana-e-jaa.n
kyaa kisii dasht pe tuu ne kabhii baarish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
merii rusvaa.ii me.n vo bhii hai.n baraabar ke shariik
mere qisse mire yaaro.n ko sunaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
yuu.nhii mar mar ke ji.e.n vaqt guzaare jaa.e.n
zindagii ham tire haatho.n se na maare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
maz.hab-e-'ishq ko.ii chho.D mare to mai.n ne
aise murtad kaa janaaza nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kabhii to hotaa hai merii samajh se baahar hii
kabhii mai.n sharm ke maare nahii.n samajhtaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
tere hii saamne kuchh bahke hai meraa naala
varna nishaane ham ne maare hai.n baal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
maut se khel ke karte ho mohabbat 'aajiz'
mujh ko Dar hai kahii.n be-maut na maare jaa.o
Kaleem Aajiz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
tamaam umr ham ik duusre se la.Dte rahe
magar mare to baraabar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
ham ki hai.n lazzat-e-aazaar ke maare hu.e log
chaaragar aa.e.n to zaKHmo.n ko chhupaane lag jaa.e.n