SEARCH RESULTS
Showing search results for "mare.nge"
Ghazal MATCHES FOR "mare.nge"
Ghazal
Thaanii thii dil me.n ab na mile.nge kisii se ham
par kyaa kare.n ki ho ga.e naa-chaar jii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
kabhii mile.nge to ye qarz bhii utaare.nge
tumhaare chehre ko pairo.n talak nihaare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
mujh ko ku.Dhaa ku.Dhaa ke vo maare.nge jaan se
dilbar hu.e to kyaa mire pyaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
do-chaar log mare.nge tumhaare aane par
ziyaada der lagaa dii hai tum ne tab sab the
Muzdam Khan
Ghazal
dillii ke biich haa.e akele mare.nge ham
tum aagare chale ho sajan kyaa kare.nge ham
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
tumhaare baad bhii sab pe yaqiin karte hu.e
mare.nge ham bhii kisii din kisii pe marte hu.e
Ashraf Jahangeer
Ghazal
yaad ho.n ash.aar jis ko ye usii ke hai sipurd
ham mare.nge sirf apnii Diary ko chho.D kar
Tanoj Dadhich
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ik qaul thaa ki saath jiye.nge mare.nge ham
badle hu.e bayaan bahut vaqt ho gayaa
Dakhlan Bhopali
Ghazal
hamaare zehn me.n dil me.n lahuu me.n urdu hai
jiye.nge aur mare.nge isii zabaa.n ke liye