SEARCH RESULTS
Showing search results for "marham-o-darmaan-e-hayaat"
Ghazal MATCHES FOR "marham-o-darmaan-e-hayaat"
Ghazal
Javed Vashisht
Ghazal
dil ko rahiin-e-lazzat-e-darmaa.n na kar sake
ham un se bhii shikaayat-e-hijraa.n na kar sake
Azam Chishti
Ghazal
'fazaa' hai KHaaliq-e-sub.h-e-hayaat phir bhii Gariib
kahaa.n kahaa.n na ufuq kii talaash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
mahruumii-e-hayaat kaa hal Dhuu.nDte rahe
ya.anii adaa-e-husn-e-amal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'shaan' be-samt na kar de tumhe.n sahraa-e-hayaat
zehn me.n un ke nuquush-e-kaf-e-paa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vo jis ne chhiinii mataa-e-hayaat ai 'bebaak'
ham us se bhii to ta'alluq bahaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
masiih kaun bane saare haath aaluuda
lahuuluhaan hai dhartii kahaa.n se marham aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
yaa-rab hayaat-e-ishq mirii be-mazaa na ho
jiite jii dil se dard-e-mohabbat judaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
sub.h-e-nashaat-e-dil hai na shaam-e-Gam-e-'hayaat'
ai iztiraab-e-shauq kahaa.n le chalaa mujhe
Hayat Madrasi
Ghazal
sitam-zariifii-e-haalaat kaa karishma hai
bhaTakne vaale mujhe raaste bataate hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
mai.n kaise kartaa mukammal nuquush hastii ke
ruKH-e-‘hayaat’ badaltaa rahaa ufaq kii tarah
Hayat Warsi
Ghazal
daaman-e-faqr me.n saaya hai jahaa.ngiirii kaa
lekin akbar kii tarah dhuup me.n chal kar jaanaa
Hayat Warsi
Ghazal
apne saa.e se ham KHud ai hayaat Darte hai.n
maslahat kii duniyaa me.n kitnii bad-gumaanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
justujuu na.e-pan kii irtiqaa kaa mehvar hai
ham bhii is maquule ke ai 'hayaat' qaa.il hai.n