SEARCH RESULTS
Showing search results for "marhamat"
Ghazal MATCHES FOR "marhamat"
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
marhamat farmaa ke ai 'siimaab' Gam kii lazzate.n
ziist kii talKHii ko fitrat ne gavaaraa kar diyaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mai.n marhamat-e-KHaas kaa KHvaahaa.n bhii nahii.n huu.n
mere liye terii nigah-e-aam bahut hai
Mazhar Imam
Ghazal
saaya-e-murG-e-pariida hai ki ye abr-e-bahaar
gila-e-marhamat-e-aah-e-tapaa.n hai ki jo thaa
Jafar Tahir
Ghazal
yaa-rab phir ek baar faqiiro.n pe marhamat
muddat hu.ii ziyaarat-e-insaa.n kiye hu.e
Maikash Akbarabadi
Ghazal
marhamat se tirii ho jaa.e.n na mai-kash bad-dil
sa.ng-dil hai tirii mahfil kaa nizaam ai saaqii
Zeb Usmania
Ghazal
vo merii un se shikaayaat-e-jaur be-buniyaad
vo un kii marhamat-e-KHaas Gaa.ebaana-e-ishq
Gulamullah Afsoon Bhopali
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kabhii ye haal ki dono.n me.n yak-dilii thii bahut
kabhii ye marhala jaise ki aashnaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
kise hai KHvaahish-e-marham-garii magar phir bhii
mai.n apne zaKHm dikhaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
dil sa.ng-e-malaamat kaa har-chand nishaanaa hai
dil phir bhii miraa dil hai dil hii to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHaalii ai chaaragaro ho.nge bahut marham-daa.n
par mire zaKHm nahii.n aise ki bhar jaa.e.nge