SEARCH RESULTS
Showing search results for "mariiza"
Ghazal MATCHES FOR "mariiza"
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
haa.n Thiik hai mai.n apnii anaa kaa mariiz huu.n
aaKHir mire mizaaj me.n kyuu.n daKHl de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
allaah bachaa.e maraz-e-ishq se dil ko
sunte hai.n ki ye aariza achchhaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
aa.e hai.n vo mariiz-e-mohabbat ko dekh kar
aa.nsuu bataa rahe hai.n ko.ii baat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
taraqqii kar ga.e biimaariyo.n ke saudaagar
ye sab mariiz hai.n jo ab davaa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
maraz-e-'ishq jise ho use kyaa yaad rahe
na davaa yaad rahe aur na du'aa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ajiib KHabt-e-masiihaa.ii hai ki hairat hai
mariiz mar bhii chukaa hai davaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
sun.ne vaale ro diye sun kar mariiz-e-Gam kaa haal
dekhne vaale taras khaa kar du.aa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
vo boltaa hai to kaano.n me.n shahd gholtaa hai
mariiz-e-qa.nd pe qadGan hai us ko sun.ne kii
Shahzad Qais
Ghazal
ab rishta-e-mariiz-o-masiihaa hu.aa hai KHvaar
sab pesha-var samajhte hai.n biimaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ne to kiyaa parda-e-asraar ko bhii chaak
deriina hai teraa maraz-e-kor-nigaahii
Allama Iqbal
Ghazal
ulajh ke rah gayaa vo jaal me.n tabiibo.n ke
mariiz ghar nahii.n lauTaa hai aspataal ke baad
Varun Anand
Ghazal
aatish-kada hai siina miraa raaz-e-nihaa.n se
ai vaa.e agar ma.ariz-e-iz.haar me.n aave