SEARCH RESULTS
Showing search results for "mariyal"
Ghazal MATCHES FOR "mariyal"
Ghazal
bachche yatiim-KHaane ke mariyal hai.n sab magar
munshii yatiim-KHaane kaa bhai.nsaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
mariyam kahaa.n talaash kare apne KHuun ko
har shaKHs ke gale me.n nishaan-e-saliib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
qaasid ko apne haath se gardan na maariye
us kii KHataa nahii.n hai ye meraa qusuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
'vahshat' o 'sheftaa' ab marsiya kahve.n shaayad
mar gayaa 'Gaalib'-e-aashufta-navaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ifraat-e-ma.asiyat se faziilat milii mujhe
mai.n huu.n gunaahgaaro.n kii pahlii qataar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ye jafaa-e-Gam kaa chaara vo najaat-e-dil kaa aalam
tiraa husn dast-e-iisaa tirii yaad ruu-e-maryam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
go umr basar us kii tahqiiq me.n kii to bhii
maahiyyat-e-aslii ko apnii na zaraa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
karbalaa dasht-e-mohabbat ko banaa rakkhaa hai
kyaa Gazal-go.ii hai kyaa marsiya-KHvaanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
aap ne chaahaa judaa.ii so alag ham ho ga.e
kyaa kahe.n ab aap kii ye marziyaa.n hii Thiik hai.n
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
honii hai shahiid ek na ik roz tamannaa
mauquuf ho kyaa marsiya-KHvaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
qurbaan is nazar pe mariyam kii saadgii bhii
saa.e se jis nazar ke sau kirdgaar guzre
Meena Kumari Naz
Ghazal
ruuhul-qudus kii tujh ko qasam aur masiih kii
mariyam ke tujh ko iffat-e-daamaan kii qasam