SEARCH RESULTS
Showing search results for "marqad"
Ghazal MATCHES FOR "marqad"
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
thii.n laakh garche mahshar o marqad kii uljhane.n
gutthii ko zabt-e-shauq kii suljhaa ke pii gayaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
kah ga.e taan se vo aa ke mire marqad par
sone vaale tujhe kis tarah se raahat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
marqad-e-qais par ab tak bhii to KHaar-e-sahraa
u.ngliyo.n se ye bataate hai.n vo mahmil aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
mumkin hai tire haath se miT jaa.e.n lakiire.n
ummiid na rakh gauhar-e-maqsad se ziyaada
Iqbal Sajid
Ghazal
mere marne se khulaa haal-e-mohabbat KHalq par
sa.ng-e-marqad ban gayaa aa.iina-e-anjaam-e-ishq
Abul Kalam Azad
Ghazal
tum aa.o taar se marqad pe ham qadam chuume.n
faqat yahii hai tamannaa tirii qasam baaqii
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kushta-e-zulf ke marqad pe tuu ai lailaa-vash
bed-e-majnuu.n hii lagaa taa-ki pataa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
marqad me.n bhii ummat ko na bhuule shah-e-vaalaa
allaah-Ganii dhyaan hai kitnaa Gurabaa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
tujh ko ho jaa.egii duniyaa kii haqiiqat ma.aluum
jab janaaza tiraa marqad me.n utar jaa.egaa
Ibrahim Noori
Ghazal
kisii ke marqad-e-KHasta se aa rahii hai sadaa
hamaare baad kii naslo.n ne kyaa banaayaa hai
Akhtar Usman
Ghazal
marqad me.n utaaraa hame.n tevrii ko cha.Dhaa kar
ham mar bhii ga.e par na chhuTaa baa.nkpan un kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Thokare.n Gair ke marqad pe lagaataa kyuu.n kar
boot kii jaa pe jo tuu pahne sleeper hotaa