SEARCH RESULTS
Showing search results for "mas.ala"
Ghazal MATCHES FOR "mas.ala"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat ko.ii mas.ala nahii.n
ye to vo raasta hai ki bas chal pa.De ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mas.ala huu.n to nigaahe.n na churaa.o mujh se
apnii chaahat se tavajjoh se mujhe hal kar do
Wasi Shah
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
kyaa chal sake.nge jin kaa faqat mas.ala ye hai
jaane se pahle raKHt-e-safar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
mujhe pahle to lagtaa thaa ki zaatii mas.ala hai
mai.n phir samjhaa mohabbat kaa.enaatii mas.ala hai
Umair Najmi
Ghazal
merii ik chhoTii sii koshish tujh ko paane ke liye
ban ga.ii hai mas.ala saare zamaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
uThaa.e jaa.e.n jahaa.n haath aise jalse me.n
vahii buraa jo ko.ii mas.ala uThaataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
ya.anii ki kuchh bhii is ke sivaa suujhtaa nahii.n?
haa.n to janaab, mas.ala kyaa hai? ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
ham apne aap ko ik mas.ala banaa na sake
isii liye to kisii kii nazar me.n aa na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
mas.ala ye hai mai.n dushman ke qarii.n pahu.nchuu.ngaa
aur kabuutar mirii talvaar pe aa baiThe.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
bayaan-e-haal mufassal nahii.n hu.aa ab tak
jo mas.ala thaa vahii hal nahii.n hu.aa ab tak