SEARCH RESULTS
Showing search results for "mas.ala"
Nazm MATCHES FOR "mas.ala"
Nazm
ai sharif insano
jang to KHud hii ek mas.ala hai
jang kyaa mas.alo.n kaa hal degii
Sahir Ludhianvi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ye mas.ala bhii ba.Daa ajab hai
mai.n ek mai-kash huu.n ye to sach hai
Tariq Qamar
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
Daraa sakii.n na kaliisaa kii mujh ko talvaare.n
sikhaayaa mas.ala-e-gardish-e-zamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
aur baaruud se munsalik kar diyaa gayaa hai
aabaadii kaa mas.ala darpesh hai
Ziyaul Hasan
Nazm
ek manzum KHat
haa.n magar ik ba.Daa mas.ala hai
ki jaldii me.n likkhe hu.e note me.n
Shoaib Kiani
Nazm
qissa gul-baadshah ka
aur panj-vaqta namaazii bhii thaa
mas.ala is shahaadat kaa pechiida hai
Zehra Nigaah
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
sarmaaya-o-mehnat kaa hai jo mas.ala-e-KHaas
iflaas-o-imaarat kaa hai jo mas.ala-e-KHaas
Arsh Malsiyani
Nazm
mirza ghaalib
mas.ala KHidmat-e-urdu kaa bhii thaa pesh-e-nazar
apne ash.aar kii azmat se bhii vaaqif the magar
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
ishq mahi baghair aab
mas.ala aa gayaa hai paanii kaa
ya.anii dariyaa kii be-zabaanii kaa
Khursheed Akbar
Nazm
rah-e-farar
nayaa ko.ii KHatra nayaa mas.ala ko.ii jis ko
na sochaa na samjhaa na ehsaas hai jis kaa ab tak
Akhtarul Iman
Nazm
safar-e-na-tamam
raah badaltii bhii nahii.n
mas.ala ye hai ki ab is me.n pahal kaun kare
Wamiq Jaunpuri
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
qaumiyat kaa mas.ala phir se jagaa de.nge ye log
merii jannat ke ka.ii suube banaa de.nge ye log