SEARCH RESULTS
Showing search results for "masco"
Ghazal MATCHES FOR "masco"
Ghazal
aaj ho jaane do har ek ko bad-mast-o-KHaraab
aaj ek ek ko pilvaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
manzil-e-ishq se guzar be-KHud-o-mast-o-be-KHabar
choT lage to uf na kar dil ko dabaa ke bhuul jaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
is na.e daur kii tahziib se allaah bachaa.e
masKH hotii nazar aatii hai bashar kii suurat
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
KHuubiyo.n ko masKH kar ke aib jaisaa kar diyaa
ham ne yuu.n aibo.n kii aabaadii ko duunaa kar diyaa
Sabir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kis kii nigah kii gardish thii 'miir' ruu-ba-masjid
mehraab me.n se zaahid mast-o-KHaraab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis kis phuul kii shaadaabii ko masKH karoge bolo!!!
ye to us kii den hai jis ko chaahe vo mahkaa.e
Fariha Naqvi
Ghazal
ab tak usii ravish pe hai 'akbar'-e-mast-o-be-KHabar
kah de ko.ii aziiz-e-man fasl-e-bahaar ho chukii
Akbar Allahabadi
Ghazal
aaGosh-e-tasavvur me.n jab mai.n ne use maskaa
lab-haa-e-mubaarak se ik shor thaa ''bas bas'' kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
din me.n shabaab ke vo bhare hai.n shabaab me.n
maskii hu.ii qabaa me.n nahii.n hai rafuu pasand
Riyaz Khairabadi
Ghazal
lafz kii buhtaat itnii naqd o fan me.n aa ga.ii
masKH ho kar suurat-e-ma.anii suKHan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
Altaf Mashhadi
Ghazal
sar-ba-kaf chalne kii aadat me.n na farq aa jaa.e
kuucha-e-daar me.n sar-mast-o-Gazal-KHvaa.n chaliye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
hoshiyaar ai mast-o-madhosh-e-javaanii hoshiyaar
ishq vo dariyaa hai jo minnat-kash-e-saahil nahii.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
chehra sadaaqato.n kaa hu.aa masKH ai 'nabiil'
us ne bahaayaa jhuuT kaa dhaaraa bahut Galat
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
sarshaar-o-sarbuland-o-siyah-mast-o-sarfarosh
maahaul apne haal me.n gum ho vo haal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
mast-o-sarshaar ko sarshaar sa.nbhaale kyaa KHaak
na thamii dast-e-subuu se kamar-e-jaam-e-sharaab
Dagh Dehlvi
Ghazal
vaa.e majbuurii ki apnaa masKH chehra dekhiye
saamne rakkhaa gayaa hai aa.inaa TuuTaa hu.aa