SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashabah"
Ghazal MATCHES FOR "mashabah"
Ghazal
Unknown
Ghazal
kuchh to mushkil hai bahut kaar-e-mohabbat aur kuchh
yaar logo.n se mashaqqat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
suKHan-aaraa.ii kii suurat to nikal saktii hai
par ye chakkii kii mashaqqat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
us kii shamiim-e-zulf kaa kaise ho shukriya adaa
jab ki shamiim ranj hai jab ki mashaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
rahe na jaan to qaatil ko KHuu.n-bahaa diije
kaTe zabaan to KHanjar ko marhabaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
mushaabah kitne hai.n ham soKHta-jabiino.n se
kisii sutuun se sar pho.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
jo aa.uu.n saamne un ke to marhabaa na kahe.n
jo jaa.uu.n vaa.n se kahii.n ko to KHair-baad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
sab KHirad-mand bane phirte the maashaa-allaah
bas tire shahr me.n ik saahib-e-vahshat ham the
Aitbar Sajid
Ghazal
aave jo mastaba me.n to sun lo ki raah se
vaa.iz ko ek jaam-e-mai-e-naab le gayaa