SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashkuuk"
Ghazal MATCHES FOR "mashkuuk"
Ghazal
ik zid ke sabab dono.n mashkuuk hai.n ab tak bhii
inkaar hai ho.nTo.n par aa.nkho.n me.n mohabbat hai
Quaiser Khalid
Ghazal
yuu.n to tum aur bhii mashkuuk nazar aa.oge
baat karte hu.e ruk ruk ke sa.nbhle kyuu.n ho
Wali Aasi
Ghazal
log sah lete the ha.ns kar kabhii be-zaarii bhii
ab to mashkuuk hu.ii apnii milan-saarii bhii
Shariq Kaifi
Ghazal
ham ko le de ke ta'alluq hii bachaa hai teraa
is ko mashkuuk na kar baa.is-e-tohmat na banaa
Yunus Tahseen
Ghazal
mashkuuk agar hai KHat kii likhaa.ii to kyaa hu.aa
ja.alii banaa ke bhej de tuu bhii rasiid use
Bedil Haidri
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
ya.anii miraa vajuud hii mashkuuk ho gayaa
ab to mai.n apne-aap se bezaar tak nahii.n
Irfan Sattar
Ghazal
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Shahid Latif
Ghazal
aise bhii kuchh lamhe yaaro aa.e.nge
ham mashkuuk nazar se dekhe jaa.e.nge
P P Srivastava Rind
Ghazal
kyaa bataate hai.n ishaaraat tumhe.n kyaa ma.aluum
kitne mashkuuk hai.n haalaat tumhe.n kyaa ma.aluum
Daood Mohsin
Ghazal
aaj aKHbaar kii KHabre.n bhii hai.n mashkuuk 'faraaz'
aa.ina suurat-e-haalaat kaa bhii TuuT gayaa
Mujahid Faraaz
Ghazal
us kii vafaadaarii mashkuuk Thahar jaatii hai
kaar-e-vafaa me.n dushman jis kaa ko.ii nahii.n hai
Saima Esma
Ghazal
kirdaar apne ghar me.n hii mashkuuk jis kaa thaa
vo shaKHs hii qabiile kaa sardaar ho gayaa
Hani Barelvi
Ghazal
us ko puujaa jis kaa honaa bhii mashkuuk
ek zaaviya ye bhii hai hairaanii me.n