SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashrab"
Ghazal MATCHES FOR "mashrab"
Ghazal
ham-pesha o ham-mashrab o hamraaz hai meraa
'Gaalib' ko buraa kyuu.n kaho achchhaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
janaab-e-'daaG' ke mashrab ko ham se to puuchho
chhupe hu.e hai.n ye hazrat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
ishrat-e-KHuld ke liye zaahid-e-kaj-nazar jhuke
mashrab-e-ishq me.n to ye jurm hai bandagii nahii.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
dard-e-naa-paidaa-o-be-jaa tohmat-e-vaarastagii
parda-daar yaavagii hai vus.at-e-mashrab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
mashrab nahii.n ye meraa ki puujuu.n buto.n ko mai.n
shauq-e-talab ne dil ko sanam-KHaana kar diyaa
Fana bulandshahri
Ghazal
vus.at-e-mashrab niyaaz-e-kulfat-e-vahshat 'asad'
yak-bayaabaa.n saaya-e-baal-e-humaa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
ahl-e-junuu.n kaa is liye mashrab judaa rahaa
vaaqif niyaaz-e-ishq se shaiKH-e-haram nahii.n
Fana bulandshahri
Ghazal
vo jaantaa hai vus.at-e-mashrab ke raaz ko
dekhaa hai jis ne aalam-e-be-intihaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ai 'munavvar' mai.n huu.n ik aazaad mard
mashrab-o-maslak hai rindaana miraa
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
hai kaafir-e-adab mire mashrab me.n ai 'sabaa'
shaa.ir jo ehtiraam rivaayat na kar sake
Saba Akbarabadi
Ghazal
mashrab me.n to durust KHaraabaatiyo.n ke hai
maz.hab me.n zaahido.n ke nahii.n gar ravaa sharaab