SEARCH RESULTS
Showing search results for "masiil"
Ghazal MATCHES FOR "masiil"
Ghazal
sard raato.n kii havaa me.n u.Dte patto.n ke masiil
kaun tere shab-navardo.n ko sambhaale shahr me.n
Ali Akbar Natiq
Ghazal
use yaqiin ki vo kaa.enaat me.n tanhaa
mujhe ye zo.am ki merii masiil ko.ii nahii.n
Nasira Zuberi
Ghazal
mirii shanaaKHt alag hai tirii shanaaKHt alag
ye zo'm dono.n ko apnaa masiil ko.ii nahii.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
masiil-e-sail-e-ravaa.n dasht-o-juu me.n guzrii hai
hayaat hijr ke tauq-e-guluu me.n guzrii hai
Shagufta Naim Hashmi
Ghazal
use yaqiin ki vo kaa.enaat me.n tanhaa
mujhe ye zo'm ki merii masiil ko.ii nahii.n
Nasira Zuberi
Ghazal
jise masiil samajhte ho be-misaal hai vo
jo ek baar ho baar-e-digar nahii.n hotaa
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
masiil-e-barg-e-hinaa thii lahuu kii naira.ngii
ki laKHt laKHt ubhaare nigaar kyaa kyaa kuchh
Tanvir Wasfi
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
us kii aa.nkho.n ne KHudaa jaane kiyaa kyaa jaaduu
ki tabii.at mirii maa.il kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kuchh hamii.n ko nahii.n ehsaan uThaane kaa dimaaG
vo to jab aate hai.n maa.il-ba-karam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ne 'asad' jafaa-saa.il ne sitam junuu.n-maa.il
tujh ko jis qadar Dhuu.nDaa ulfat-aazmaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ab zamii.n par ko.ii gautam na mohammad na masiih
aasmaano.n se na.e log utaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baat-chiit me.n jis kii ravaanii masal hu.ii
ek naam lete me.n kuchh ruk saa jaataa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
talKHii-e-daur-e-guzishtaa kaa tasavvur kar ke
dil ko phir maa.il-e-fariyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
tadbiir na.ii soch ko.ii ai dil-e-saada
maa.il-ba-karam tujh pe vo aise nahii.n hogaa
Shahryar
Ghazal
sahar hogii to dekhe.nge ki hai.n kyaa kyaa masaa.il
zaraa sii der sone do mujhe nii.nd aa rahii hai
Mohsin Asrar
Ghazal
hu.aa hai hukm ki 'kaifii' ko sa.ngsaar karo
masiih baiThe hai.n chhup ke kahaa.n KHudaa jaane
Kaifi Azmi
Ghazal
'majruuh' hu.e maa.il kis aafat-e-dauraa.n par
ai hazrat-e-man tum ne dil bhii na lagaa jaanaa