SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslaa"
Ghazal MATCHES FOR "maslaa"
Ghazal
phuul ban kar jo jiyaa hai vo yahaa.n maslaa gayaa
ziist ko faulaad ke saa.nche me.n Dhalnaa chaahiye
Gopaldas Neeraj
Ghazal
dandaan-e-havas se use masla hai kisuu ne
bose se to lab par ye nilaahaT nahii.n aatii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
is qadar KHvaabo.n ko maslaa paa-e-aahan-posh ne
shauq kaa aa.iin bil-aaKHir mo.attal ho gayaa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Meena Naqvi
Ghazal
Ghulam Mustafa Daim
Ghazal
na paa sakegaa ko.ii 'najm' rang-o-buu mujh me.n
hazaar baar jo maslaa gayaa vo phuul huu.n mai.n
Najm Usmani
Ghazal
mire hariifo.n kaa itnaa hii masla hai unhe.n
mire KHilaaf mire mehrbaa.n bharne lage
Masood Ahmad
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat ko.ii mas.ala nahii.n
ye to vo raasta hai ki bas chal pa.De ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mas.ala huu.n to nigaahe.n na churaa.o mujh se
apnii chaahat se tavajjoh se mujhe hal kar do