SEARCH RESULTS
Showing search results for "mayank"
Ghazal MATCHES FOR "mayank"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
saadgii pahchaan jis kii KHaamushii aavaaz hai
sochiye us aa.ine se kyuu.n ko.ii naaraaz hai
Mayank Awasthi
Ghazal
kuchh sher kah ke ham ko gumaa.n ye hu.aa 'maya.nk'
ik aasmaa.n zamii.n pe utaaraa zaruur hai
Mayank Awasthi
Ghazal
krishn kii raadhaa se kah do ki zamaane me.n 'mayank'
ab vo andaaz kahaa.n shyaam salone vaale
Mayank Akbarabadi
Ghazal
ittihaad-e-baahamii jab se nahii.n hai ai 'mayank'
kaarvaa.n ke saath miir-e-kaarvaa.n tanhaa lage
Mayank Akbarabadi
Ghazal
falak hai surKH magar aaftaab kaalaa hai
a.ndheraa hai ki tire shahr me.n ujaalaa hai
Mayank Awasthi
Ghazal
Mayank Akbarabadi
Ghazal
kabhii yaqiin kii duniyaa me.n jo ga.e sapne
udaasiyo.n ke samundar me.n kho ga.e sapne
Mayank Awasthi
Ghazal
ko.ii dastak ko.ii Thokar nahii.n hai
tumhaare dil me.n shaayad dar nahii.n hai
Mayank Awasthi
Ghazal
agar havaa.o.n ke ruKH mehrbaa.n nahii.n hote
to bujhtii aag ke tevar javaa.n nahii.n hote
Mayank Awasthi
Ghazal
Mayank Awasthi
Ghazal
bachpan me.n is daraKHt pe kaisaa sitam hu.aa
jo shaaKH is kii maa.n thii vahaa.n se qalam hu.aa
Mayank Awasthi
Ghazal
'maya.nk' aa.nkh me.n sailaab uTh na paa.e kabhii
ki ek ashk musaafir hai is safiine kaa
Mayank Awasthi
Ghazal
Mayank Awasthi
Ghazal
ik chaa.nd tiirgii me.n samar raushnii kaa thaa
phir bhed khul gayaa vo bha.nvar raushnii kaa thaa
Mayank Awasthi
Ghazal
qaid-e-shab-e-hayaat badan me.n guzaar ke
u.D jaa.uu.ngaa mai.n sub.h aziyyat utaar ke
Mayank Awasthi
Ghazal
hamaare vaaste ko.ii bhii chhat nahii.n hai 'mayank'
hamaare sar pe magar aasmaan baaqii hai
Mayank Akbarabadi
Ghazal
vo vafaa.o.n kaa jafaa.o.n se sila dete rahe
kyaa 'mayank' un kii mohabbat kaa ye KHamyaaza na thaa