SEARCH RESULTS
Showing search results for "maz.haka"
Ghazal MATCHES FOR "maz.haka"
Ghazal
ye haa.e haa.e maz.haka-a.ngez hai to ho
dil se uThe zabaan jalaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dekh tiflak-e-naadaa.n qadr kar buzurgo.n kii
gutthiyaa.n na suljhe.ngii maz.haka u.Daane se
Shakeel Badayuni
Ghazal
ik maz.haka hai pursish-e-uqbaa mire nazdiik
ik vahm hai andesha-e-fardaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
maz.haka aa.o u.Daa.e.n ishq-e-be-buniyaad kaa
ik judaa madfan banaa.e.n tesha-e-farhaad kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
maz.haka-KHez hai andaaz-e-takallum un kaa
mai-e-ulfat magar aa.nkho.n me.n utar aa.ii hai
Zareena Sani
Ghazal
hai aasmaan tak tire giryaa.n kaa maz.haka
bijlii bhii rote dekh ke ha.nstii chalii ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
maz.haka-KHez ye kirdaar hu.aa jaataa hai
vo jo 'aashiq thaa adaakaar hu.aa jaataa hai
Shariq Kaifi
Ghazal
saa.ns lene kii jo koshish kabhii kii hai 'taariq'
maz.haka KHuub havaa.o.n ne u.Daayaa hai miraa
Tariq Hashmi
Ghazal
Saeedullah Khan Ufuq
Ghazal
bach gayaa maz.haka hotaa dam-e-mahshar kaisaa
aap ke dhoke me.n yuusuf ko pukaaraa hotaa
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
guftuguu maz.haka zaa barsar-e-mimbar kaisii
ha.ns rahe hai.n tujhe sab apne paraa.e vaa.iz
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
kabhii ye haal ki dono.n me.n yak-dilii thii bahut
kabhii ye marhala jaise ki aashnaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
junuu.n vahii hai vahii mai.n magar hai shahr nayaa
yahaa.n bhii shor machaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab tujhe yaad kar liyaa sub.h mahak mahak uThii
jab tiraa Gam jagaa liyaa raat machal machal ga.ii