SEARCH RESULTS
Showing search results for "maz.haka"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maz.haka"
Ghazal
ye haa.e haa.e maz.haka-a.ngez hai to ho
dil se uThe zabaan jalaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dekh tiflak-e-naadaa.n qadr kar buzurgo.n kii
gutthiyaa.n na suljhe.ngii maz.haka u.Daane se
Shakeel Badayuni
Ghazal
ik maz.haka hai pursish-e-uqbaa mire nazdiik
ik vahm hai andesha-e-fardaa mire aage
Josh Malihabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maz.haka"
Translation
Saadat Hasan Manto
Quote
Saadat Hasan Manto
Ghazal
maz.haka aa.o u.Daa.e.n ishq-e-be-buniyaad kaa
ik judaa madfan banaa.e.n tesha-e-farhaad kaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
baat phansi ke din ki nahin
baat to laash ke mazhaka-KHez lagne kii hai
fikr laashe kii hai
Shariq Kaifi
Ghazal
maz.haka-KHez hai andaaz-e-takallum un kaa
mai-e-ulfat magar aa.nkho.n me.n utar aa.ii hai
Zareena Sani
Ghazal
maz.haka-KHez ye kirdaar hu.aa jaataa hai
vo jo 'aashiq thaa adaakaar hu.aa jaataa hai
Shariq Kaifi
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai aasmaan tak tire giryaa.n kaa maz.haka
bijlii bhii rote dekh ke ha.nstii chalii ga.ii












