SEARCH RESULTS
Showing search results for "meer ki aap beeti meer taqi meer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "meer ki aap beeti meer taqi meer ebooks"
Ghazal
ham aap hii ko apnaa maqsuud jaante hai.n
apne sivaa.e kis ko maujuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kaa KHiraam dekh ke jaayaa na jaa.egaa
ai kabk phir bahaal bhii aayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kaa KHayaal chashm se shab KHvaab le gayaa
qasme ki ishq jii se mire taab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ga.ii chhaa.nv us teG kii sar se jab kii
jale dhuup me.n yaa.n talak ham ki tab kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
is ahd me.n ilaahii mohabbat ko kyaa hu.aa
chho.Daa vafaa ko un ne muravvat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
naale kaa aaj dil se phir lab talak guzar hai
Tak gosh rakhiyo iidhar saath us ke kuchh KHabar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
band-e-qabaa ko KHuubaa.n jis vaqt vaa kare.nge
KHamyaaza-kash jo ho.nge milne ke kyaa kare.nge
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab zo.af se Dhahtaa hai betaabii shitaabii kii
us dil ke ta.Dapne ne kyaa KHaana-KHaraabii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.e hai.n 'miir' mu.nh ko banaa.e KHafaa se aaj
shaayad biga.D ga.ii hai kuchh us bevafaa se aaj
Meer Taqi Meer
Ghazal
banii thii kuchh ik us se muddat ke baad
so phir big.Dii pahlii hii sohbat ke baad
Meer Taqi Meer
Ghazal
aage jamaal-e-yaar ke ma.azuur ho gayaa
gul ik chaman me.n diida-e-be-nuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jis sar ko Guruur aaj hai yaa.n taaj-varii kaa
kal us pe yahii.n shor hai phir nauhagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai dost ko.ii mujh saa rusvaa na hu.aa hogaa
dushman ke bhii dushman par aisaa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shikva karuu.n mai.n kab tak us apne mehrbaa.n kaa
al-qissa rafta rafta dushman hu.aa hai jaa.n kaa