SEARCH RESULTS
Showing search results for "meer ki ghazal goi ek"
Ghazal MATCHES FOR "meer ki ghazal goi ek"
Ghazal
aaj yaado.n kii ghaTaa Tuut ke barsii hai 'Gazal'
ik udaasii hai jo phir shaam se taarii hu.ii hai
Zakia Ghazal
Ghazal
mo'tarif ham bhii hai.n 'muslim' kii Gazal-go.ii ke
saaf bandish hai mazaamiin hai.n pyaare kitne
Muslim Maleganwi
Ghazal
nagar me.n zehn ke phir shaam se hai sannaaTaa
udaas udaas hai dil 'miir' kii Gazal kii tarah
Aftab Shamsi
Ghazal
har shai huzuur-e-husn me.n naakaam ho ga.ii
ho pankhu.Dii gulaab kii yaa 'miir' kii Gazal
Suhaib Farooqui
Ghazal
be-qaraarii jo ko.ii dekhe hai so kahtaa hai
kuchh to hai 'miir' ki ik dam tujhe aaraam nahii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai chhat par unhe.n raat ko
'miir' kii ek Gazal gungunaate hu.e
Ahmed Arsalan
Ghazal
kal shaam chhat pe miir-taqii-'miir' kii Gazal
mai.n gungunaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
jiite-jii kuucha-e-dildaar se jaayaa na gayaa
us kii diivaar kaa sar se mire saaya na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
har shab galii me.n us kii rote to rahte ho tum
ik roz 'miir' saahab tuufaan ho rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek ham hii se tafaavut hai suluuko.n me.n 'miir'
yuu.n to auro.n kii mudaaraat chalii jaatii hai