SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehmaan-e-qazaa"
Ghazal MATCHES FOR "mehmaan-e-qazaa"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
dil kii mere jo ko.ii shomi-e-qismat dekhe
baavar aa jaa.e gulistaa.n kaa bayaabaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
ghar pe aa.e hu.e mehmaan se mu.nh pherte ho
ye tariiqa to shariifo.n ke gharaane kaa nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
shikaar Dhuu.nDh ke laa.ii kahaa.n kahaa.n kahaa.n se hayaat
darinda-e-ajal-o-azdar-e-qazaa ke liye
Rais Amrohvi
Ghazal
aaKHir janaab-e-shaiKH hai.n mehmaan-e-mai-kada
do-chaar jaam de ke mudaaraat kiijiye
Anwar Sabri
Ghazal
bahaana chaahtii thii maut bas na thaa apnaa
ki mezbaanii-e-mehmaan-e-hiila-e-juu karte
Yagana Changezi
Ghazal
jo in hasiino.n pe marte hai.n jiite-jii 'muztar'
vo intizaar-e-payaam-e-qazaa nahii.n karte
Muztar Khairabadi
Ghazal
banaa kar bigaa.Daa hame.n kyuu.n jahaa.n me.n
ye sab harf kyaa sahv-e-kilk-e-qazaa the
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
payaam-e-qazaa hai payaam-e-qazaa
kisii kii javaanii javaanii nahii.n
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
'ishq hii baKHshe hai KHush-manzarii ham ko 'gauhar'
varna yaa.n silsila-e-raqs-e-qazaa dekhte hai.n
Kuldeep Gauhar
Ghazal
sho.abda-gar nahii.n mehmaan-e-saf-e-yaaraa.n huu.n
zahr piitaa hu.aa aur shahd ugaltaa hu.aa mai.n
Shahid Zaki
Ghazal
burrish-e-teG-e-adaa-e-dost kaa ehsaas hai
ab rahiin-e-minnat-e-tiir-e-qazaa ko.ii nahii.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
poshiida gesu.o.n me.n hu.aa ruu-epur-ziyaa
hai aaj mehmaan-e-shab-e-taar aaftaab
Hasan Barelvi
Ghazal
jis ne dekhii ho vo chitvan ko.ii us se puuchhe
jaan kyuu.n-kar hadaf-e-tiir-e-qazaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
maanaa ki sab ajal ke muqaabil the sar-ba-kaf
lekin shikaar-e-tiir-e-qazaa ham hu.e ki tum