SEARCH RESULTS
Showing search results for "mii.aad"
Ghazal MATCHES FOR "mii.aad"
Ghazal
har gha.Dii ek judaa Gam hai judaa.ii us kii
Gam kii mii.aad bhii vo le gayaa jaate jaate
Naseer Turabi
Ghazal
dard kam hone lagaa aa.o ki kuchh raat kaTe
Gam kii mii'aad ba.Dhaa jaa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
paa.nv me.n KHaak kii zanjiir bhalii lagne lagii
phir mirii qaid kii mii.aad ba.Dhaa dii ga.ii kyaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
ajab ki sabr kii mii.aad ba.Dhtii jaatii hai
ye kaun log hai.n fariyaad kyuu.n nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
ai baad-e-chaman tujh ko na aanaa thaa qafas me.n
tuu ne to mirii qaid kii mii.aad ba.Dhaa dii
Mahirul Qadri
Ghazal
mii.aad-e-davaam-o-abad ik nii.nd hai us kii
ham muntahii-e-jalva-e-jaanaa.n hai.n abhii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
'saanii' faqat tumhaaraa likhaa jin KHutuut par
vo to kabhii ke zaa.ed-ul-mii.aad ho ga.e
Wajeeh Sani
Ghazal
aa.ii hai kaaT ke mii.aad-e-asiirii kii bahaar
hatka.Dii khul ke girii jaatii hai diivaane kii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
muKHtasar ek to vaise hii na thii qaid-e-hayaat
aur mii'aad ba.Dhaa dii shab-e-tanhaa.ii ne
Shakeel Badayuni
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
mai.n aziyyat kii guphaa.o.n me.n karaahuu.n kab tak
be-gunaahii kii sazaa ke liye mii.aad hai kyaa
Arif Abdul Mateen
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
asiir-e-jism huu.n mii'aad-e-qaid laa-maa'luum
ye kis gunaah kii paadaash hai KHudaa maa'luum
Shad Azimabadi
Ghazal
tamaam rishto.n kii mii'aad ik muqarrar hai
ab itnii 'aql to aatii hai tajrabaat ke saath
Sajid Raheem
Ghazal
ho na ehsaas-e-asiirii to rihaa.ii hai muhaal
aise qaidii naam tak lete nahii.n mii'aad kaa