SEARCH RESULTS
Showing search results for "mii.aad"
Nazm MATCHES FOR "mii.aad"
Nazm
chand roz aur meri jaan
har gha.Dii dard ke paivand lage jaate hai.n
lekin ab zulm kii mii.aad ke din tho.De hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
teraa man dahr me.n kuchh kho.egaa kuchh paa.egaa
apnii mii.aad basar kar ke chalaa jaa.egaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
aazadi
sukuu.n kaa naam na le hai vo qaid-e-be-mii.aad
hai pai-ba-pai harakat me.n qayaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
meri shaeri
asiirii kii ghaT jaa.e mii.aad shaayad
sunii jaa.e ik roz fariyaad shaayad
Hafeez Jalandhari
Nazm
luDhakta patthar
vo mahaktaa saa chahaktaa saa ubaltaa siina
us kii mii.aad hai do roz lipaTne ke liye
Qateel Shifai
Nazm
qaid
qaid hai qaid kii mii.aad nahii.n
jaur hai jaur kii fariyaad nahii.n daad nahii.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
wo baat
(javaab dene kii ko.ii mii.aad tai nahii.n ho
to sirf sun.ne me.n harj kyaa hai)
Shahram Sarmadi
Nazm
KHud-kushi karne ka agla mansuba
apnii mii.aad puurii kar chukii thii.n
nii.nd kii tamaam davaa.e.n
Sidra Sahar Imran
Nazm
izhaar
hame.n ye dukh hai ham KHud me.n muqaffal kyo.n hu.e the
jabr kii ba.Dhtii hu.ii mii.aad me.n
Iqbal Kausar
Nazm
kifayat
mujh ko lagaa mai.n bahut tho.De 'arse me.n
mii'aad se qabl hii KHarch ho jaa.uu.ngaa
Shoaib Kiani
Nazm
tajziya
is kaa farq dikhaa saktii hai.n
kyo.n phir ham socho.n kii ko.ii had ko.ii mii.aad kare.n
Humaira Rahman
Nazm
mahr-e-nim-shab
us ko taqviim kii mii.aad se mansuub kare.n
yaa ki suuraj kaa zamii.n se hai bahut duur safar