SEARCH RESULTS
Showing search results for "milaap"
Ghazal MATCHES FOR "milaap"
Ghazal
usii pe ho gayaa qurbaan do dilo.n kaa milaap
vo jaa.edaad kaa jhag.Daa jo KHaandaan me.n thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
kitnaa hii be-kanaar samundar ho phir bhii dost
rahtaa hai be-qaraar nadii ke milaap ko
Shakeb Jalali
Ghazal
ye hai maze kii la.Daa.ii ye hai maze kaa milaap
ki tujh se aa.nkh la.Dii aur phir nigaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
khaa.e.nge rahm aap agar dil biga.D gayaa
ho jaa.egaa milaap agar la.D gayaa nasiib
Hasan Barelvi
Ghazal
dil mile par bhii milaap aisii jagah hote rahe
jo idhar ta.Dpaa kiye ham vo udhar ta.Dpaa kiyaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
kyuu.nkar na ruuh o jism se ho chand din milaap
is ko judaa Garaz hai to us ko judaa Garaz
Shad Azimabadi
Ghazal
KHudaa kare ki unhe.n ye milaap raas aa.e
havaa.o.n se jo ta'alluq ba.Dhaa rahe hai.n charaaG
Bashir Farooqi
Ghazal
aashiq ko har tarah hai musiibat kaa saamnaa
achchhaa tiraa milaap na achchhaa tiraa bigaa.D
Jaleel Manikpuri
Ghazal
hai kis qadar mutavaazin nigaah-o-dil kaa milaap
ki jaise dono.n taraf ek saa.n taraazuu hai
Sadique Indori
Ghazal
sar kaT ke gir pa.Daa usii qaatil ke paa.nv par
jallaad se milaap dam-e-ja.ng ho gayaa