SEARCH RESULTS
Showing search results for "minnato.n"
Ghazal MATCHES FOR "minnato.n"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
minnato.n se bhii na vo huur-shamaa.il aayaa
kis jagah aa.nkh la.Dii haa.e kahaa.n dil aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
hai minnato.n kaa vaqt shikaayat rahii rahii
aa.e to hai.n manaane ko vo par itaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
vo saath laa.e.n Gair ko gar bazm me.n to kyaa
aa.nkho.n pe minnato.n se biThaayaa na jaa.egaa
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
kitne dhaage minnato.n ke baa.ndhe hai.n tere liye
tuu kabhii aataa mire gaa.o.n kaa piipal dekhtaa
Vishnu Virat
Ghazal
mirii laakh minnato.n par tirii ik hayaa hai bhaarii
ko.ii parda hai vo parda ki hile-Dule havaa se
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
har ek shaKHs pe khultaa kahaa.n hai baab-e-ataa
aziiz ham ne ba.Dii minnato.n se sher kahe
Raz ehtisham
Ghazal
kisii dhaage se ba.ndhaa aataa agar tuu mire paas
minnato.n vaale diye roz jalaayaa kartii
Kanval Malik
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
kisii ko maa.ngne aa.ii thii minnato.n se ko.ii
ka.ii faqiir mazaaro.n pe sar paTaKHte rahe
Haseebul Hasan
Ghazal
na aayaa minnato.n se yaar jis dam
to phir kyaa kyaa ajal ke iltijaa kii
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
nahii.n KHaalii hai ye jahaa.n minnato.n se
magar pahlii sii ab qayaadat nahii.n hai
Anwar Husain Anwar
Ghazal
qismat hai aage vasl mayassar ho yaa na ho
aa.e to minnato.n se vo baare pala.ng par
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
KHushii kaa din to ba.Dii minnato.n se bantaa hai
udaasiyo.n ke magar hai.n bane-banaa.e din
Aisha Ayub
Ghazal
ye dastaras kise ki kare us ko dast-bos
sau minnato.n se paa.nv me.n us ke hinaa lagii
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
us ne bhii vaaldain se kii.n bad-suluukiyaa.n
sau minnato.n ke baad jo beTaa javaa.n hu.aa