SEARCH RESULTS
Showing search results for "mir gaoti shaikh qutuban ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "mir gaoti shaikh qutuban ebooks"
Ghazal
dil-e-be-rahm gayaa shaiKH liye zer-e-zamii.n
mar gayaa par ye kuhan gabr-musalmaa.n na hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
adhuuraa rah gayaa majnuu.n se istifaada miraa
so phir se dasht ko jaane kaa hai iraada miraa
Moeen Nizami
Ghazal
mar mar ga.e nazar kar us ke barahna tan me.n
kap.De utaare un ne sar khii.nche ham kafan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
burqaa uThaa thaa ruKH se mire bad-gumaan kaa
dekhaa to aur rang hai saare jahaan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil-o-dimaaG hai ab kis ko zindagaanii kaa
jo ko.ii dam hai to afsos hai javaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham aap hii ko apnaa maqsuud jaante hai.n
apne sivaa.e kis ko maujuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wali Alam Shaheen
Ghazal
aisaa mat kah ki yahaa.n tuu Galatii se aayaa
dil vo hujra hai jahaa.n Gam bhii KHushii se aayaa
Jawad Sheikh
Ghazal
hove vo shoKH-chashm agar mujh se chaar chashm
qurbaa.n karuu.n mai.n chashm par us ke hazaar chashm
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
aisii nahii.n hai baat ki qad apne ghaT ga.e
chaadar ko apnii dekh ke ham KHud simaT ga.e
Saghar Azmi
Ghazal
rah kar makaan me.n mire mehmaan jaa.iye
meraa bhii ek baar kahaa maan jaa.iye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
had se ba.Dhaa jo zo'm mah-o-aaftaab me.n
suurat tirii banaa.ii KHudaa ne javaab me.n
Sada Ambalvi
Ghazal
tanKHvaah-e-tabar bahr-e-daraKHtaan-e-kuhan hai
jo shaaKH phalii hai vo bar-aavard-e-chaman hai
Rasheed lakhnavi
Ghazal
ab bataa.o jaa.egii zindagii kahaa.n yaaro
phir hai.n barq kii nazre.n suu-e-aashiyaa.n yaaro
Himayat Ali Shayar
Ghazal
abhii dariyaa me.n tuGyaanii bahut hai
sa.nbhal kar paa.o.n rakh paanii bahut hai