SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-gul"
Ghazal MATCHES FOR "misl-e-gul"
Ghazal
kabhii vo misl-e-gul mujhe misaal-e-KHaar chaahiye
kabhii mizaaj-e-mehrbaa.n vafaa-shi.aar chaahiye
Tanveer Anjum
Ghazal
Chandu Lal Bahadur Shadan
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
Sameena Gul
Ghazal
mai.n baa-vafaa hii rahaa rah ke be-vafaa.o.n me.n
gul-e-bahaar kii suurat khilaa KHizaa.o.n me.n
Ashraf Gul
Ghazal
is naKHl-e-dostaa.n pe gul hai.n khile hu.e jo
KHushbuu-e-gulsitaa.n kii sachchaa.ii chaahtaa hai
Sameena Gul
Ghazal
gul kii aa.nkho.n me.n machaltii hu.ii yaade.n us kii
rang-o-aahang se badaltaa hu.aa shiisha dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
gul kii aa.nkho.n me.n machaltii hu.ii yaade.n us kii
rang-o-aahang se badaltaa hu.aa shiisha dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
misl-e-gul KHush-nasiib huu.n kitnaa
biich kaa.nTo.n ke pal rahaa huu.n mai.n
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
paa.nch din ko jo yahaa.n par aa gayaa
misl-e-gul do roz me.n kumhlaa gayaa
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
misl-e-gul ha.ns ke mai.n kabhii na khilaa
Guncha saa.n ziist se KHafaa huu.n mai.n
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
pursish-e-dard ko jab vo aane lage
zaKHm-e-dil misl-e-gul muskuraane lage
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
misl-e-gul zaKHm hai meraa bhii sinaa.n se tavvaam
teraa tarkash hii kuchh aabistanii-e-tiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
chaak-dil chaak-jigar chaak-garebaa.n vaale
misl-e-gul aate hai.n maanind-e-bahaar aate hai.n