SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-parvaana"
Ghazal MATCHES FOR "misl-e-parvaana"
Ghazal
KHaak honaa hii aashiq kii me.araaj hai
misl-e-parvaana pahle tuu jal aur bhii
Abdur Rasheed Qamar
Ghazal
zindagii maut me.n maKHfii hai yaqiinan apnii
misl-e-parvaana chalo ham bhii to jal kar dekhe.n
Saadullah Shah
Ghazal
misl-e-parvaana ta.Dapne ke liye chho.D diyaa
sham-e-gumnaam se jazbo.n ko jalaane vaale
Asra Rizvi
Ghazal
maut me.n hii zindagii hai misl-e-parvaana mirii
sham.a kii taabindagii se kheltaa rahtaa huu.n mai.n
Agha Naginwi
Ghazal
Jameel Arshad Khan Arshad
Ghazal
phuul ke gird phiro baaG me.n maanind-e-nasiim
misl-e-parvaana kisii sham-e-tapaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mahfil-e-yaar me.n 'KHaamosh' hai laazim tujh ko
misl-e-parvaana par-o-baal jalaanaa jaanaa
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
na sham.a-ruu pe bhii duu.n jaan misl-e-parvaana
ki naam-e-ishq ko badnaam kar nahii.n aataa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
misl-e-parvaana nahii.n kuchh zar-o-maal apne paas
ham faqat tum pe fidaa karne ko jaa.n rakhte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
na jal ke KHaak ho jab tak ki misl-e-parvaana
ho taish dil kaa hamaare faro to kyuu.n-kar ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Barqi Azmi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
gar chaaho mauj-e-ziist sadaa dau.Dtii rahe
sar misl-e-bahr siina-e-saahil pe chho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
KHallaaq-e-husn-o-ishq ba.Daa dil-navaaz hai
taKHliiq-e-sham.a hote hii parvaana ban gayaa