SEARCH RESULTS
Showing search results for "mizaaj-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "mizaaj-e-yaar"
Ghazal
zabaane.n chup rahe.n lekin mizaaj-e-yaar bolegaa
ki tuu baa-zarf hai kitnaa tiraa kirdaar bolegaa
Shayan Quraishi
Ghazal
ra.ng badlaa hai ka.ii din se mizaaj-e-yaar kaa
jo.D shaayad chal gayaa phir aaj kal aGyaar kaa
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
mizaaj-e-yaar tujhe kyo.n vo e.atibaar thaa shaaq
ye aa.e din kaa talavvun jise miTaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
baadal kaa aasmaan pe bantaa biga.Dtaa ruup
yaad-e-mizaaj-e-yaar kii ik lahr ban gayaa
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
sach hai junuu.n kii raah me.n iimaa.n gayaa magar
paas-e-mizaaj-e-yaar bhii iimaa.n se kam na thaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
mizaaj-e-yaar se naalaa.n ho 'anjum'
tumhe.n shaayad Gazal kahnaa nahii.n hai
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
mizaaj-e-yaar badalnaa na thaa kabhii 'afzal'
ham aaj apnii vafaa.o.n pe sharmsaar chale
Afzal Kiratpuri
Ghazal
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
sach hai mizaaj-e-yaar talavvun-pasand hai
ulfat kabhii kabhii hai adaavat kabhii kabhii
Saqib Azimabadi
Ghazal
jo mizaaj-e-yaar me.n aa.e sazaa farmaa.iye
sar jhukaa.e bazm me.n haaraa hu.aa sultaan hai
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
aaya mizaaj-e-yaar agar imtihaan par
ham kushtagaan-e-zauq hai.n khele.nge jaan par
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ko.ii suKHan ko.ii koshish bhii kaargar na hu.ii
mizaaj-e-yaar bahut hai malaal-aamaada