SEARCH RESULTS
Showing search results for "mizha"
Ghazal MATCHES FOR "mizha"
Ghazal
dil na pahu.nchaa gosha-e-daamaa.n talak
qatra-e-KHuu.n thaa mizha par jam rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai ishq-e-mizha kaun hame.n dekhne aataa
aa.nkho.n me.n khaTakte the vo biimaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
bataa.o us mizha ko dekh kar ki mujh ko qaraar
vo niish ho rag-e-jaa.n me.n faro to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
jhalak rahii hai sar-e-shaaKH-e-mizha KHuun kii buu.nd
shajar me.n pahle samar se kalii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
dekhiye jab bhii mizha par hai ik aa.nsuu 'aKHtar'
diida-e-tar kii rifaaqat nahii.n dekhii jaatii
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
kaav-kaave mizha-e-yaar o dil-e-zaar-o-nazaar
guth ga.e aise shitaabii ki chhu.Daayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham ashk-e-Gam hai.n agar tham rahe rahe na rahe
mizha pe aan ke Tuk jam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kartaa hai chhed chhed hamaaraa jigar tamaam
vo dekhnaa tiraa mizha-e-niim-baaz se