SEARCH RESULTS
Showing search results for "monis"
Ghazal MATCHES FOR "monis"
Ghazal
shikva-sa.nj-e-rashk-e-ham-diigar na rahnaa chaahiye
meraa zaanuu monis aur aa.iina teraa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dard agar shaamil-e-aavaaz na hone paa.e
ko.ii monis ko.ii dam-saaz na hone paa.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
but-e-be-dard kaa Gam monis-e-hijraa.n niklaa
dard jaanaa thaa jise ham ne vo darmaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
monis-e-dil ko.ii naGma ko.ii tahriir nahii.n
harf me.n ras nahii.n aavaaz me.n taasiir nahii.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
itnii guzrii jo tire hijr me.n so us ke sabab
sabr marhuum ajab monis-e-tanhaa.ii thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaT hii jaatii hai.n kisii tarah hamaarii raate.n
Gam salaamat rahe vo monis-e-tanhaa.ii hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
kyaa lutf hai jab monis o yaavar na ho ko.ii
ham vaadi-e-Gurbat hii samajhte hai.n vatan ko
Hairat Allahabadi
Ghazal
mujhe bechaargii bhii vo ataa kar dekh kar jis ko
ko.ii ham-dam ko.ii monis ko.ii Gam-KHvaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
dhuup ho ki baarish ho tuu hai monis-o-hamdam
mujh pe ye tiraa ehsaa.n ai Gam-e-faraavaa.n hai
Zia Fatehabadi
Ghazal
ko.ii Gam-KHvaar na monis hai zamaane bhar me.n
ek muddat se musiibat me.n giraftaar hai.n ham
Kaukab Zaki
Ghazal
ruKH se pardaa jo uThaa rakkhaa hai tauba tauba
tuu ne ha.ngaama machaa rakkhaa hai tauba tauba
Monis Faraz
Ghazal
ham ne ye kab kahaa hai ki achchhaa nahii.n hu.aa
jis kii thii aarzuu hame.n vaisaa nahii.n hu.aa