SEARCH RESULTS
Showing search results for "monis"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "monis"
Ghazal
shikva-sa.nj-e-rashk-e-ham-diigar na rahnaa chaahiye
meraa zaanuu monis aur aa.iina teraa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dard agar shaamil-e-aavaaz na hone paa.e
ko.ii monis ko.ii dam-saaz na hone paa.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "monis"
Ghazal
but-e-be-dard kaa Gam monis-e-hijraa.n niklaa
dard jaanaa thaa jise ham ne vo darmaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Nazm
dard-e-dil
bhaa.ii se ba.Dh ke mujhe hai.n ye mere maaya-naaz
mere monis hai.n yahii aur yahii mere hamraaz
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
monis-e-dil ko.ii naGma ko.ii tahriir nahii.n
harf me.n ras nahii.n aavaaz me.n taasiir nahii.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
itnii guzrii jo tire hijr me.n so us ke sabab
sabr marhuum ajab monis-e-tanhaa.ii thaa
Meer Taqi Meer
Nazm
ajnabi
taa-ba-pahanaa-e-nazar ret ke Tiilo.n kaa sukuut
apnaa saaya bhii yahaa.n monis-e-tanhaa.ii nahii.n
Shaz Tamkanat
Ghazal
kaT hii jaatii hai.n kisii tarah hamaarii raate.n
Gam salaamat rahe vo monis-e-tanhaa.ii hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
kyaa lutf hai jab monis o yaavar na ho ko.ii
ham vaadi-e-Gurbat hii samajhte hai.n vatan ko






