SEARCH RESULTS
Showing search results for "motiye"
Ghazal MATCHES FOR "motiye"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
murjhaa ke bhii ga.ii na mahak jism-e-naaz kii
ye motiye ke phuul ko.ii kaaGazii na the
Jafar Tahir
Ghazal
guu.ndh kar motiye ke haar ghanii zulfo.n me.n
aariz-o-lab pe shafaq surKHiyaa.n maltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
hamaare sahn me.n shaaKHo.n ke haath KHaalii hai.n
bahaar un ke liye motiye kaa gajraa bhej
Raoof Ameer
Ghazal
use pasand nahii.n motiye ke phuul magar
kalaa.ii me.n mire israar par sajaataa hai
Saleem Fauz
Ghazal
der tak mahkaa kiyaa viiraana-e-kunj-e-KHayaal
us se mil ke motiye ke phuul yaad aa.e mujhe
Naseem Syed
Ghazal
KHayaal-e-Guncha-dahan me.n za-bas-ki jaarii hai
hamaare ashk kii la.D motiye kii kaliyaa.n hai.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Mehmood Rashid
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko