SEARCH RESULTS
Showing search results for "motiye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "motiye"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Nazm
walid ke intiqal par
motiye kii kalii sar uThaane lagii
aa.nkh me.n tiirgii muskuraane lagii
Adil Mansuri
Mazahiya
meraa roza ik ba.Daa ehsaan hai logo ke sar
mujh ko Daalo motiye ke haar mai.n roze se huu.n
Syed Zameer Jafri
Ghazal
murjhaa ke bhii ga.ii na mahak jism-e-naaz kii
ye motiye ke phuul ko.ii kaaGazii na the
Jafar Tahir
Ghazal
guu.ndh kar motiye ke haar ghanii zulfo.n me.n
aariz-o-lab pe shafaq surKHiyaa.n maltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
PAGE MATCHES FOR "motiye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "motiye"
Nazm
qasbaati laDkon ka git
motiye ke phuulo.n se pare
apnii chiiKHtii tanhaa.iyaa.n uThaane
Abrar Ahmad
Nazm
ajib hai ye silsila
baras pa.De.nge motiye ke phuul ban ke
is muhiib kaasa-e-hayaat me.n
Wazir Agha
Ghazal
hamaare sahn me.n shaaKHo.n ke haath KHaalii hai.n
bahaar un ke liye motiye kaa gajraa bhej
Raoof Ameer
Ghazal
use pasand nahii.n motiye ke phuul magar
kalaa.ii me.n mire israar par sajaataa hai
Saleem Fauz
Nazm
amar lamha
motiye ke phuulo.n kii
shoKH titliyo.n jaisii rut abhii bhii baaqii hai
Shaista Mufti
Ghazal
der tak mahkaa kiyaa viiraana-e-kunj-e-KHayaal
us se mil ke motiye ke phuul yaad aa.e mujhe
Naseem Syed
Ghazal
KHayaal-e-Guncha-dahan me.n za-bas-ki jaarii hai
hamaare ashk kii la.D motiye kii kaliyaa.n hai.n