SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.aavin"
Ghazal MATCHES FOR "mu.aavin"
Ghazal
dariyaa huu.n kisii roz mu.aavin kii tarah mil
ye kyaa ki ham ik lahr me.n bah bhii nahii.n sakte
Saqi Faruqi
Ghazal
kuchh aa.ndhiyaa.n bhii apnii mu.aavin safar me.n thii.n
thak kar pa.Daav Daalaa to KHeme ukha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
aashiyaa.n kunj-e-qafas se bhii giraa.n-tar ho 'sahar'
gar mu.aavin par-e-parvaaz na hone paa.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
jin kii numuu me.n thii na mu.aavin havaa ko.ii
aise bhii gul zamiin-e-KHas-o-KHaar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ye dostii ye mohabbat ye inkisaar fareb
ye ham-navaa ye mu.aavin ye mere yaar fareb
Majid Ali Kavish
Ghazal
sub.h ho shaam judaa.ii kii ye mumkin hii nahii.n
hijr kii raat vo hai jis ke liye din hii nahii.n
Jalal Lakhnavi
Ghazal
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
taqdiir jab mu.aavin-e-tadbiir ho ga.ii
miTTii pe kii nigaah to iksiir ho ga.ii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
hayaat me.n vo maqaam aa rahaa hai ab ki jahaa.n
na e'tiqaad mu.aavin na aagahii hogii
Balraj Hairat
Ghazal
nigaah-e-adl se dekhe.n to miir-e-mahfil ke
jalaal-o-maal mu.aavin hai.n aib-poshii me.n
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
jinhe.n samajhtaa thaa taKH.iil ke mu.aavin hai.n
qariib aa ke vahii ab badal ga.e alfaaz
Taj Payami
Ghazal
rahmat ko bhii mu.aavin-e-Gaflat banaa diyaa
yuu.n bhii ko.ii na aa.e fareb-e-gunaah me.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
mai.n ne samjhaa thaa jise dost-o-mu.aavin apnaa
usii be-dard ke haatho.n se mujhe maat hu.ii
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
apno.n se ba.Dh ke madad-gaar-o-mu.aavin jo the
dahr me.n aise bhii dekhe hai.n paraa.e mai.n ne
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n