SEARCH RESULTS
Showing search results for "mubassir"
Ghazal MATCHES FOR "mubassir"
Ghazal
nahii.n pahchaan paayaa ahl-e-dil ko
mubassir kii nazar me.n kuchh dhu.aa.n thaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
guhar ko jauharii sarraaf zar ko dekhte hai.n
bashar ke hai.n jo mubassir bashar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kyaa mubassir diida-e-KHuu.n-baar thaa
tabsira kartaa rahaa maqsuum par
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
kahte hai.n dekhte hai.n mubassir agar use
ye jins-e-be-bahaa hai hamaare nigaah me.n
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
dur-e-dandaa.n kii bhalaa aa.ina kyaa jaane qadr
is ko dikhlaa.o mubassir hai ba.Dii merii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
sahbaa.ii-e-fitrat hai mah-o-mehr se maKHmuur
har daur mubassir ko hai ik jaam-e-ravaa.n aur
Sham Lal Sahar Dehlvi
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meeraji
Ghazal
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
aadmii ko bhii muyassar nahii.n insaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
tiin sau saal se hai.n hind ke mai-KHaane band
ab munaasib hai tiraa faiz ho aam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
ham musaafir yuu.nhii masruuf-e-safar jaa.e.nge
be-nishaa.n ho ga.e jab shahr to ghar jaa.e.nge