SEARCH RESULTS
Showing search results for "muchalke"
Ghazal MATCHES FOR "muchalke"
Ghazal
muchalke kaa kyuu.n naam aayaa zabaa.n par
mohabbat kaa ham se likhaa liijiyegaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
roz palko.n pe ga.ii raat ko raushan rakkhaa
roz aa.nkho.n me.n ga.e din ko machalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
dil-e-betaab ko pahluu me.n machalte kyaa der
sun le itnaa kisii kaafir kaa jamaal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
aa.nkh bechain tirii ek jhalak kii KHaatir
dil hu.aa jaataa hai betaab machalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
merii aashuftagii-e-shauq me.n ik husn bhii hai
tere aariz pe machalte hu.e gesuu kii tarah
Obaidullah Aleem
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
machalte paanii me.n uu.nchaa.ii kii talaash fuzuul
pahaa.D par to ko.ii bhii nadii nahii.n jaatii
Fazl Tabish
Ghazal
aur baazaar se 'Gaalib' kii tarah le aa.o
dil agar TuuT gayaa hai to machalte kyuu.n ho
Wali Aasi
Ghazal
bahut zaraa sii sub.h bikasne ko mere
bahut zaraa saa chaa.nd, machalne vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
zaraa sii aas bhii taa'biir kii nahii.n jin ko
dilo.n me.n KHvaab vo kyaa soch kar machalte hai.n
Sada Ambalvi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
ka.ii savaal machalte hai.n har savaal ke ba.ad
shab-e-visaal se pahle shab-e-visaal ke ba.ad
Rumana Rumi
Ghazal
kahii.n pa.Daa na ho partav bahaar-e-rafta kaa
ye sabz buu.nd sii palko.n pe kyaa machalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
vo saamne hote hai.n to hotaa hai ye aalam
armaan machalte hai.n machalne nahii.n dete
Purnam Allahabadi
Ghazal
ham ne daaman na apnaa bhigoyaa 'hafiiz'
dil me.n tuufaan laakho.n machalte rahe
Hafeez Banarasi
Ghazal
mauj-e-baatin kabhii auqaat se baahar na ga.ii
had ke andar bhii kisii shai ko machalne na diyaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
tumhaare ashk bhii naazuk-mizaaj hai.n jaanaa.n
nikal ke aa.nkh se ruKHsaar par machalte hai.n
Mahwar Sirsivi
Ghazal
saahil kii ishrato.n ko KHabar bhii na ho sakii
tuufaan ban ke laakh machalte rahe hai.n ham