SEARCH RESULTS
Showing search results for "muchalke"
Nazm MATCHES FOR "muchalke"
Nazm
yaad
machalte, muskuraate, jaagte, jazbaat kaa manzar
tasavvur-aafrii.n vo shaah-paare yaad aate hai.n
Shaukat Pardesi
Nazm
hasin aag
har adaa me.n hai javaa.n aatish-e-jazbaat kii rau
ye machalte hu.e sho.ale ye ta.Daptii hu.ii lau
Jan Nisar Akhtar
Nazm
bewa ki KHud-kushi
hasrate.n dam to.Dtii hai.n yaas kii aaGosh me.n
saik.Do.n shikve machalte hai.n lab-e-KHaamosh me.n
Kaifi Azmi
Nazm
ehsas-e-kaamran
karvaTe.n le ke machalne ko hai sail-e-anvaar
tiira-o-taar ghaTaa.o.n se kaho chhaT jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
doshiza malan
murjhaa.ii pattiyo.n me.n machalne lagaa shabaab
larzish hu.ii gulo.n ko barasne lagii sharaab
Kaifi Azmi
Nazm
padmani
aag par bhii na tujhe aah machalte dekhaa
tapish-e-husn ko pahluu na badalte dekhaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
takmil
badan me.n jitne the ehsaas vo machalne lage
nazaare us kii nigaaho.n ke saath chalne lage
Aleena Itrat
Nazm
yaad aa gae bachche
kuchh na.e taqaaze hai.n is na.e zamaane ke
ab kahaa.n machalte hai.n chaa.nd ke liye bachche
Hafeez Shahid
Nazm
tu KHafa ho to bahut dur kahin
us kii palko.n pe machalte aa.nsuu
thak ke phir hijr kii dahliiz pe so jaate hai.n
Iman Qaisrani
Nazm
aaj phir se mausam badla hai
be-KHudii me.n ab bhii muskuraahaT
ho.nTo.n pe machalne lagtii hai
Farkhanda Razvi
Nazm
tumhaari aawaz aa rahi hai
hazaar sadiyo.n kaa ik safar hai
ubalte aa.nsuu machalte saagar
Saima Khairi
Nazm
nazm
har taraf shor hai fariyaad hai barbaadii hai
ruu-e-garduu.n pe machalte hu.e tuufaa.n ko dekh