SEARCH RESULTS
Showing search results for "mudallal"
Ghazal MATCHES FOR "mudallal"
Ghazal
vo qaatilo.n ko chhu.Daa laa.egaa adaalat se
hai us kii baat mudallal bayaan uu.nchaa hai
Abbas Dana
Ghazal
baate.n tumhaarii shaiKH o barhaman KHataa-mu.aaf
pahle kii tarah Gair-mudallal hai.n aaj bhii
Divakar Rahi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
vaahima sahraa-navardii kaa mudallal nahii.n hai
ko.ii hogaa mire dil me.n tabhii hijrat karegaa
Maqsood Aafaque
Ghazal
inkaar-e-jaa-ba-jaa se mudallal hu.ii ye baat
merii mohabbato.n me.n giraftaar aap hai.n
Umar Khaleeq Azmi
Ghazal
duniyaa hamaare harf-e-mudallal pe hai KHamosh
ham chup rahe.n to saaraa jahaa.n bolne lage
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
na apnaa ranj na auro.n kaa dukh na teraa malaal
shab-e-firaaq kabhii ham ne yuu.n ga.nvaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaaTii hai
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
Ghazal
zo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard hu.aa
baavar aayaa hame.n paanii kaa havaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aisaa hai ki sab KHvaab musalsal nahii.n hote
jo aaj to hote hai.n magar kal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
tujhe hai mashq-e-sitam kaa malaal vaise hii
hamaarii jaan thii jaa.n par vabaal vaise hii